
Kesi ajeeb tujh sy ye judai thiKy tujhy alwida bhi na kah sakyTeri saadgi mein itna faraib thaKy tujhy bewafa bhi na kah saky...!!!Guftago unsy roz hoti haiMudaton saamna nahi hota...!!!Gila aapsy koi nahi haiGila apni majborion sy karty hainAap aaj hamary qareeb na sahiMuhabbat to aapki dorion sy bhi karty hain...!!!Kitna chahaton hon tujhy...