Showing posts with label Parveen Shakir. Show all posts
Showing posts with label Parveen Shakir. Show all posts

Friday, 12 September 2014

Parveen Shakir Poetry, Parveen Shakir Romantic Poetry,

Nazar jab us se milti thiMen khud ko bhool jata thaBas ik dharrkan dharrakti thiMen DIL ko bhool jata thaUssay milney se pehley men boht sajta sanwrta tha.Magar jab wo sanwarti thiMen khud ko bhool jata thaMen aksar kitabon prUsi ka nam likhta thaMagar kuch wo jo likhti thiMen likhna bhol jata thaMen aksar hi ye kehta thaMen tum se pyar krta...
»»  read more

Sunday, 11 May 2014

Parveen Shakir Urdu Ghazal Kabhi Ruk Gaye Kabhi Chal Diye Kabhi Chalty Chalty Bhatak Gaye

Kabhi ruk gaye kabhi chal diye kabhi chalty chalty bhatak gayeYonhi umer sari guzar di yonhi zindagi sitam sahayKabhi nend mein kabhi hosh mein to jahan mila tujhy dekh karNa nazar mili na zuban mili yonhi sar jhuka ky guzar gayeKabhi zulf par kabhi chashm par kabhi tery haseen wajod parJo pasand they meri kitab mein wo shair sary bikhar...
»»  read more

Tuesday, 25 February 2014

Bura Na Man Agr Tujh Ko Pyar Krti Hon, (Parveen Shakir), Urdu Poetry By Parveen shakir,

Bura Na Man Agr Tujh Ko Pyar Krti HonGunah Kon Sa Aisa Main Yar Krti Hon,Meri Khataon Main Meri Samjh Ka Nhi Koi DakhlMain Jo Bhi Krti Hon Be-Ikhtyar Krti Hon,Tu Ktne Pyar K Qabil Hai Kya Khabar Mujh KoMain To Jitna B Mumkin Hai Pyar Krti Hon,Woh Ghair Ho Ya Sajan Koi B Ho Mgr Us SayMain Tera Tazkra Dewana War Krti Hun,KHUDA Ki Duniya Sy...
»»  read more

Monday, 29 July 2013

Woh bachpan ki neend to ab khawb ho gayi

Woh bachpan ki neend to ab khawb ho gayi,Kya umar thi key raaat huyi aur so gaaye...
»»  read more

Doobi hain meri ungliyaan khud apne lahu main

Doobi hain meri ungliyaan khud apne lahu main,Yeh kaanch ke tukrron ko uthaney ki sazaa hai...
»»  read more

Woh aik rishta benaam bhi nahin lekin

Woh aik rishta benaam bhi nahin lekin,Main ab bhi us ke isharon pe sar jhukaon g...
»»  read more

Ab aur jeeney ki surat nazar nahin Aati

Ab aur jeeney ki surat nazar nahin Aati,Kisi tarah bhi achi khabar nazar nahin ati,Ussi ke aas main hai dil ka hujraa tareek,Woh roshni jo kabhi mere ghar mein nahin ati,Woh meherbaan hai to mehraab-o-baam tak na rahe,Yeh dhoop kyon pas-ey dar o deewar nahin ati,Hayaat mein ab koi aesa morr nahin,Ke jis ke baad teri rahguzar nazar nahin ati,Qabooliyat ki hai gharri to us ko maang hi loon,Ke yeh gharri kabhi baar-e-dagar nahin...
»»  read more

Ajeeb Tarz Ka Mausam Mere Watan Mein Raha

Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein RahaWo Rang Rang Mein Utraa, Kiran Kiran Mein RahaWo Naam Haasil-e-Fun Ho Ke Mere Fun Mein RahaKe Rooh Ban Ke Meri Soch Ke Badan Mein RahaSakoon-e-Dil Ke Lye Mein Kahan Kahan Na GayiMagar Ye Dil, Ke Sadaa Oski Anjuman Mein RahaWo Sheher Waalon Ke Aagay Kaheen Mohazzib ThaWo Ek Shakhs Jo Sheheron Se Door Ban Mein RahaCharaagh Bujhtay Rahay Aur Khwaab Jaltay Rahay,Ajeeb Tarz Ka Mausam...
»»  read more

Ab Bhala Chorh Ke Ghar Kia Kartay

Ab Bhala Chorh Ke Ghar Kia KartayShaam Ke Waqt Safar Kia KartayTeri Masroofiatain Jaantay HainApne Aanay Ki Khabar Kia KartayJab Sitaaray Hee Nahi Mil PaayeLe Ke Ham Shams-o-Qamar Kia KartayWo Musaafir Hee Khuli Dhoop Ka ThaSaaye Phaila Ke Shajar Kia KartayKhaak Hee Awwal-o-Aakhir ThehriKar Ke Zarray Ko Gohar Kia KartayRaaye Phele Se Bana Li TU NeDil Mein Ab Ham Tere Ghar Kia KartayIshq Ne Saaray Saleeqay BakhshayHusn Se Kasb-e-Hunar...
»»  read more

Badal dena hai rasta ya kahin par beth jana hai

Badal dena hai rasta ya kahin par beth jana hai,Ke thaktaa ja raha hai humsafar ahistaa ahista...
»»  read more

Marney se bhi pehle mar gaye they

Marney se bhi pehle mar gaye they,Jeeney se kuch aese dar gaye they,Rastey mein jahan talak diye they,Saarey mere hamsafar gaye they,Aankhain abhi khul nahin saki thi’n,Aur khawb mere bikhar gaye they,Jab tak na khila tha us ka waada,Mausam mere be’samar gaye they,Ab tak wohhi nasha e paziraaayi,Kya jaaniye hum kidhar gaye th...
»»  read more

Thursday, 30 August 2012

Tumhara Kehna Hai

Tumhara Kehna Hai Tum Mujhey Be Panha Shiddat Se Chahtay HoTumhari Chahat Visaal Ki Akhri Hadhon TakMeray Faqat Meray Naam HogiMujhey Yaqeen Hai,Mujhey Yaqeen HaiMagar Kasam Khanay Walay Larkay!!!Tumhari Ankhon Main Aik Til ...
»»  read more