
Showing posts with label Aankhain Shairy. Show all posts
Showing posts with label Aankhain Shairy. Show all posts
Thursday, 6 February 2014
Us Shaks Ne Aankhon Se...

Us Shaks Ne Aankhon Se Tableegh Hi Youn Ki,Main Bina Sochay Mohabbat Pe Imaan Lay Aay...
Monday, 20 January 2014
Kash Yeh Mohabbat !

Kaash Ye Mohabbat Khuwaab Si Hoti,Bus Phir Aankh Khulti Aur Qissa Khata...
Tuesday, 6 August 2013
at 02:03 | 0 comments | Aankhain Shairy, Best Urdu Poetry, Designed Urdu Poetry, Urdu Poetry, urdu-shairy.com, UrduPoetryPoint
Aao Kay Tujh ko Dekh Kr Iftaar Kr Lein

Aao Kay Tujh Ko Dekh Kr Iftaar Kr Lein,Mudat Hui Aankh Ka Roza Rakhay hua...
Friday, 2 August 2013
Lutf Wo Ishq Mein Paaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Lutf Wo Ishq Mein Paaye Hain Ke Jee Jaanta HaiRanj Bhee Aisay Uthaaye Hain Ke Jee Jaanta HaiJo Zamaanay Ke Sitam Hain Wo Zamaana JaanayTU Ne Dil Itnay Sataaye Hain Ke Jee Jaanta HaiMuskuraatay Howay Wo Majmaa-e-Agyaar Ke SaathAaj Yun Bazm Mein Aaye Hain Ke Jee Jaanta HaiKaaba-o-Dair Mein Pathra Gayeen Dono AankhainAisay Jalway Nazar Aaye Hain Ke Jee Jaanta HaiDosti Mein Teri Dar-Pardah Hamaaray DushmanIs Qadar Apne Paraaye Hain...
Ataa Jisay Tera Aks-e-Jamaal Hota Hai
Ataa Jisay Tera Aks-e-Jamaal Hota HaiWo Phool Saaray Gulistaan Ka Laal Hota HaiRaah-e-Majaaz Mein Hain Manzilain Haqeeqat KiMagar Ye Ahl-e-Nazar Ka Khayaal Hota HaiTalaash Karti Hai Saaye Tumhaare Aanchal KeChaman Mein Baad-e-Sabaa Ka Ye Haal Hota HaiBahaar-e-Fitrat Sayyaad Ki Kahani HaiKe Iske Dosh Pe Phoolon Ka Jaal Hota HaiYe Waardaat Bhee Ab Dil Pe Roz Hoti HaiMusarraton Mein Bhee Ham Ko Malaal Hota HaiYe Bikhray Bikhray Se...
at 05:39 | 0 comments | Aankhain Shairy, sad poetry, Video Poetry
Suna Ha Log Usay Aankh Bhar K Dekhtay Hain
...
Tuesday, 30 July 2013
at 12:26 | 0 comments | Aankhain Shairy, Best Urdu Poetry, Night Urdu Poetry, Urdu Poetry, UrduPoetryPoint
Kuch Khuwab Meri Jaagti Aankho ko Sonp Kr

Kuch Khuwab Meri Jaaagti Aankho ko Sonp Kr,Wo Aandhiyoun Main Rait Ka Ghar Sonp Gia Muj...
at 02:46 | 0 comments | Aankhain Shairy, Best Urdu Poetry, Kinza Pari, Romantic Urdu Poetry, Urdu Poetry
Nazakat Le K Aankhon Main Wo Unka Dekhna Touba

Nazakat Le K Aankhon Main Wo Unka Dekhna Touba,ILaahi Hum Unhain Dekhain Kay Unka Dekhna Dekhain...
Monday, 29 July 2013
at 00:46 | 0 comments | Aankhain Shairy, Ghazal's, Parveen Shakir
Marney se bhi pehle mar gaye they
Marney se bhi pehle mar gaye they,Jeeney se kuch aese dar gaye they,Rastey mein jahan talak diye they,Saarey mere hamsafar gaye they,Aankhain abhi khul nahin saki thi’n,Aur khawb mere bikhar gaye they,Jab tak na khila tha us ka waada,Mausam mere be’samar gaye they,Ab tak wohhi nasha e paziraaayi,Kya jaaniye hum kidhar gaye th...
Subscribe to:
Posts (Atom)