Showing posts with label Ghazalien. Show all posts
Showing posts with label Ghazalien. Show all posts

Tuesday, 12 February 2013

ko’ii mujhko meraa bharpuur saraapaa laa de

ko’ii mujhko meraa bharpuur saraapaa laa demere baazuu merii aaNkheN meraa chehraa laa deaisaa dariyaa jo kisii aur samandar meN gireis se behtar hai ke mujhko meraa sehraa laa denayaa mausam merii biinaa’ii ko tasliim nahiiNmerii aaNkhoN ko vohii Khvaab puraanaa laa dekuch nahiiN chaahiye tujhse merii umr-e-ravaaNmeraa bachpan mere jugnuu...
»»  read more

Monday, 26 November 2012

Aisa toota hai tamanaon ka pindaar k bus

Aisa toota hai tamanaon ka pindaar k bus !Dil ne jhailay hain mohabbat mein wo azaar k bus !Ek lamhay mein zamanay mere hathon se gaye !Es qadar taiz hui waqt ki raftaar k bus !Tu kabhi rakh k humein dekh to bazaar k beech !Es tarha toot k aaein gay kharidaar k bus !Kal bhi sadiyon ki musaafat pe kharray they donon !Darmiyaan aaj bhi parti...
»»  read more

Thursday, 25 October 2012

Wusat-e-Chasham-e-Tar Bhi Dekhain Gay

Wusat-e-Chasham-e-Tar Bhi Dekhain GayHum Tujhe Bhool Kar Bhi Dekhain GayZakham Par Na Jama Apne LabZakham Ko Charagar Bhi Dekhain GayHijjer Ki Shab Se Hoslay ApneBach Gay To Sehar Bhi Dekhain GayRaat Hone Do Log To Sone DoChand Ko Dar Badar Bhi Dekhain GayIk Dua Dil Se Chup Kar Mangi ThiUss Dua Ka Asar Bhi Dekhain GayChair Kar Dil Ki Rakh...
»»  read more

Nazar jab tum se milti hai

Nazar jab tum se milti hai,main khud ko bhool jata hoon,Bas ek dhadkan dhadakti hai,main khud ko bhol jata hoon,Tumhein milne se pehle main,bohat sajta sanwarti hoon,Magar jab tum sanwartay ho,main khud ko bhool jata hoon,Main aksar kitabon petera hi nam likhta hoon,Magar kuch tum jo likhte ho,main khud ko bhool jata hoon,Main aksar ye hi...
»»  read more

Friday, 17 August 2012

Unse jab jab bhi mulaqaaten huin

Unse jab jab bhi mulaqaaten huinsari sari raat barsaten huinMeri dunia main andhera hogayaGhair ke ghar chandni raaten huinJane kab pehlu se uth kar chal diyeRaat bhar dewar se baaten huinBeqarari mian kate kitne hi dinkhwab dekhe kitni hi raaten h...
»»  read more

Wednesday, 8 August 2012

Bohat hii bojh hai Dil par sambhala Ab nahi jata

Bohat hii bojh hai Dil par sambhala Ab nahi jataMujhe Aahesta chalne do zara sa Fasala Kr DoTapash aisi hai Jo likhna bhi chahon likh nahi skatiSulagti Aanch ko Madham Deye ki Loo siwa Kr DoWo Ek Lamha jahan Khomoshi bhi Awaz bun jaye Saja rakhon gi Ankhon main Ye Dolat gr Atta Kr DoMoqam-e- Ishaq ki Manzil Zara Asan Ho JayeGumaan lay...
»»  read more

Thursday, 19 July 2012

kabhi kitaabon mein phool rakhna

kabhi kitaabon mein phool rakhnakabhi darakhton pe naam likhnahumein bhi yaad aaj tak woh nazar se harf-e-salam likhnawoh chaand chehray woh bahkee baateinsulagtay din thay mahektee raatein woh chhotay chhotay se kaaghazon par muhabbaton ke payaam likhnagulaab chehron se dil lagaanawoh chupke chupke nazar milaanawoh aarzoo-won...
»»  read more

Thursday, 14 June 2012

GHazal likhOnK Izhaar likhOn

GHazal likhOnK Izhaar likhOn,Ya Yahi tera andaaz-e-pyar likhOnAGr apni Qismat ka Zara akhtiyar ho mUjhe,TO apne naam k sath tUjhe har baar likhOn...
»»  read more

Tuesday, 12 June 2012

harchaNd unheiN ahad faraamosh na hogaa

harchaNd unheiN ahad faraamosh na hogaalekin hameiN us waqt ko_ii hosh na hogaadekhoge to tumheN aayegii apnii vafaa yaadKhaamosh jise paaoge, Khaamosh na hogaaham apnii shikastoN se haiN jis tarah baghal_giiryooN qabr se bhii ko_ii ham_aaghosh na hogaapii jaate haiN zahr-e-gham-e-hastii ho ki maiy hoham-sa bhii zamaane meN balaanosh na hogaahone...
»»  read more

Friday, 1 June 2012

Reza Reza Sapno wale

Reza Reza Sapno wale,Tooty Chehry Aadhe log,Jane Wale Kab Aate Hain ?Kyun Karte Hain Wadey Log..Aas Mein Bethi SHEHZADI KiMaang Mein Chandi Jhaank Chuki,Itni Dair Se Kyun Aaty Hain Aakhir ye SHEHZADE Log..Pyar Ki Raah Pe Ungli ThaamyAndha Dhund Chal Parte Hain,Na Samjhi Mein Mar Jaate Hain Hum se Seedhe Saadhe Log..Hum Dono Mein...
»»  read more

Mujy apny zabt pe naaz tha

Mujy apny zabt pe naaz thaSar_e_bazam raat ye kia hua,Meri ankh kesy chalak parrimujy Ranj hy' ye bura hua,Mujhy ap keun na samjh saky ye apNe dil sy pochiay!!Meri Dastan_e_Hayat ka,hy warq warq khula hua,Mujhy humsafar b mila koito meri tarah hi lutta hua,Kbi manziloon sy hatta hua,kbi qafiloon sy lutta hua,Mujhy ik gali mein parra...
»»  read more

Monday, 28 May 2012

بہاروں کو چمن یاد آ گیا ہے

بہاروں کو چمن یاد آ گیا ہےمجھے وہ گل بدن یاد آ گیا ہےلچکتی شاخ سے جب سر اٹھایاکسی کا بانکپن یاد آ گیا ہےمیری خاموشیوں پہ ہنسنے والومجھے وہ کم سخن یاد آ گیا ہےتمہیں مل کر کے آج یزداں پرستوںغرور ِاہرمن یاد آ گیا ہےتیری صورت کو جب دیکھا ہے میں نےعروج فکر و فن یاد آ گیا ہےکسی کا خوبصورت شعر سن کرتیرا لطفِ سخن یاد آ گیا ہےملے وہ اجنبی بن کر تو...
»»  read more
Ker leya hai faisla kehna ossay abb na hoga rabta kehna ossay jis pe hum chalte rahen hain SATH SATH ko gaya woh Rasta kehna ossayteri YADEEN DIL se ruksat ho gain ho chuka yeh saneha kehna ossay abb na dekhay ga tumhara rasta dil ko may samjha chuka kehna ossay cheen se sone na dega Ghum tujhi raat...
»»  read more

Saturday, 5 May 2012

Dil Karta Hai K Pyaar Karoon

Dil Karta Hai K Pyaar KaroonDil Karta Hai K Shararat KaroonDil Karta Hai K Baitha RahoonDil Karta Hai K Dekhta RahoonDil Karta Hai K Khamosh RahoonDil Karta Hai K Kuch KahoonDil Karta Hai K Baat KaroonDil Karta Hai K Tareef KaroonDil Karta Hai K Iqraar KaroonDil Karta Hai K Naraz KaroonDil Karta Hai K Razi KaroonDil Karta Hai K Chupa RahoonDil...
»»  read more

Tuesday, 24 April 2012

dekhaa jo

dekhaa jo aa_iinaa to mujhe sochanaa paraa Khud se na mil sakaa to mujhe sochanaa paraa us kaa jo Khat milaa to mujhe sochanaa paraa apanaa-saa vo lagaa to mujhe sochanaa paraa mujhako thaa gumaan ke mujh mein hai ek adaa dekhii terii adaa to mujhe sochanaa paraa duniyaa samajh rahii thii ke naaraaz mujhase hai lekin...
»»  read more