
Waldain ka na farman Jahanumi hai:Umer Bin Marah r.a bayan karty hain keh aik aadmi Nabi Kareem s.a.w ki taraf aaya us sy kaha ay Allah ky Rasool s.a.w! main gawahi deta hun ky Allah ky siwa koi mabood barhaq nahi aur aap Allah ky Rasool hain aur main panch nimazein parhta hun apny maal ki zakat deta hun aur ramzan ky rozy rakhta...