Showing posts with label Islamic Facebook Images. Show all posts
Showing posts with label Islamic Facebook Images. Show all posts

Sunday, 16 November 2014

Islamic Urdu Shayari, SMS, Quotes With Islamic Wallpapers

Ya rab teri shan jale ejalal haiMeri maang rizq e halal haiMeri aajizi ko kar qaboolMeri zindagi ka sawal hai...!!!Wahi rakhy ga mery ghar ko balaoun sy mahfoozJo shajar sy ghonsla girny nahi deta...!!!Log tangdasti sy jitna darty hainAgar dono sy darein to dono sy bach jaienMaal sy jitni muhabbat karty hainAgar jannat sy karein to dono paa...
»»  read more

Monday, 14 July 2014

Sajda-e-Sahw ka Bayan in Islamic Wallpapers | How to do Sajda-e-Sahw

Sajda-e-Sahw ka Bayan #1:Abu Huraira r.a sy Riwayat ha Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Jab tum mein koi nimaz parhta ha to shaitan us ki nimaz mein shuba dalta ha aur usko yaad nahi rahta ky kitni rikatein parhein jab tum mein sy kisi ko aisa ittifaq ho to bethy bethy do sajdy kary...!!!"Sajda-e-Sahw ka Bayan #2:Teen ya...
»»  read more

Sunday, 29 June 2014

Ramzan Chand Mubarak SMS in Urdu with Wishes Wallpapers

Chand ki Pehli Dastak PayChand Mubarak Kehtay Hain,Sub Say Pehlay Hum Aap Ko"RAMZAN MUBAARAK" Kehtay Hain...!!!Ramadan Kareem Mubarik. May Allah Enables us to do More and More Good Deeds and to Make the Most of this Month...May Allah Forgive are Sins (Aameen)Remember Me In your Prayers...!!!Aey Maah-e-Ramzan Aahista ChalnaHamein Khasa...
»»  read more

Sunday, 22 June 2014

Islamic Wallpapers for Facebook Hadees or Quran

Hazrat Abdullah Bin Umer r.a sy marvi ha keh Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Allah Taala raham karny walon par raham karta hai tum zameen walon par raham karo aasman wala tum par raham kary ga raham rahman sy mashtak ha jo shakhs rishta jory ga Allah taala usey (apni rahmat ky sath) jory ga aur jo rishta tory ga Allah tala usey (apni...
»»  read more

Saturday, 21 June 2014

Hadees ke Hawala se Waldain ki Nafarmani or Uski Saza in Urdu Tarjuma

Waldain ka na farman Jahanumi hai:Umer Bin Marah r.a bayan karty hain keh aik aadmi Nabi Kareem s.a.w ki taraf aaya us sy kaha ay Allah ky Rasool s.a.w! main gawahi deta hun ky Allah ky siwa koi mabood barhaq nahi aur aap Allah ky Rasool hain aur main panch nimazein parhta hun apny maal ki zakat deta hun aur ramzan ky rozy rakhta...
»»  read more

Khany sy Faragat ky Baad ki Dua in Urdu Tarjuma Image

Khany sy faragat ky baad ki dua:"Har kism ki tareef Allah hi keliye ha jis ny yeh khana mujhy khilaya aur mujhy yeh (khana) ata kiya bagair meri kisi taqat ky aur bagair meri kisi quwat ky...!!!"Wazahat: Allah ka nam lekar khana shuro karna aur farig ho kar Allah ka shukar ada karna naimat mein barkat ka baais hai......
»»  read more

Friday, 20 June 2014

Duniya or Akhirat ki Zindagi Hadees-e-Mubarka in Urdu Tarjuma

Dunya ki Zindagi:"Allah jis keliye chahata ha rizq kushada kar deta ha aur (jis keliye chahata ha) tang karta aur wo dunya ki zindagi par khush ho gaye hain halan ky dunya ki zindagi aakhrat ky mukabla mein thory sy saaman ky ilawa kuch nahi...!!!"Hadees mein aata ha ky dunya ki hasiat aakhrat ky muqably mein aisy ha jaisy koi aadmi apni...
»»  read more

Islamic Inspirational Hadees and Ayaat about Namaz in Urdu Translation

Masajid ki taraf jana:Hazrat Abu Huraira sy Riwayat ha keh Allah ky Rasool s.a.w ny farmaya: "Jis ny apny ghar mein paaki hasil ki phir Allah ky gharon mein sy kisi ghar ki taraf Allah taal ky faraiz mein sy kisi fareza ki adaigi ki khatir chala to us ka aik naqsh-e-kadam aik gunah ko mitata ha aur dosra aik darja buland karta...
»»  read more

Wednesday, 18 June 2014

Aayat and Hadith Meaning in Urdu with Images

Aap s.a.w ny farmaya: "Qayamat ky roz bandy sy jis cheiz ka sab sy pahly hisab liya jaye ga wo farz nimaz ha pas agar us ny nimazien pori parhi hongi, to woh pori likhi jaien gi, lekin agar pori na parhi hongi, to Allah Tala apny farishton sy farmaye ga: Dekho! kiya (nama aamal mein) mery bandy ky koi nafal bhi hain? (agar hain) to us sy...
»»  read more