Showing posts with label Hadees. Show all posts
Showing posts with label Hadees. Show all posts

Sunday, 13 July 2014

Jannat me Dakhil Hone ki 40 Ahadees-e-Mubaraka in Islamic Wallpapers Urdu

There are Forty (40) Hadees-e-Mubarka about Paradise in Islam (Jannah) in Images for Social Media post share.Allah ka Dar aur Acha Ikhlaq:Sayadna Abu Huraira r.a sy marwi ha wo bayan karty hain ky Rasool Allah s.a.w sy aisy amal ky bary mein sawal kiya gaya jo sab sy ziyada logo ko jannat mein dakhil kary ga to Rasool Allah s.a.w...
»»  read more

Sunday, 22 June 2014

Islamic Wallpapers for Facebook Hadees or Quran

Hazrat Abdullah Bin Umer r.a sy marvi ha keh Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Allah Taala raham karny walon par raham karta hai tum zameen walon par raham karo aasman wala tum par raham kary ga raham rahman sy mashtak ha jo shakhs rishta jory ga Allah taala usey (apni rahmat ky sath) jory ga aur jo rishta tory ga Allah tala usey (apni...
»»  read more

Saturday, 21 June 2014

Hadees ke Hawala se Waldain ki Nafarmani or Uski Saza in Urdu Tarjuma

Waldain ka na farman Jahanumi hai:Umer Bin Marah r.a bayan karty hain keh aik aadmi Nabi Kareem s.a.w ki taraf aaya us sy kaha ay Allah ky Rasool s.a.w! main gawahi deta hun ky Allah ky siwa koi mabood barhaq nahi aur aap Allah ky Rasool hain aur main panch nimazein parhta hun apny maal ki zakat deta hun aur ramzan ky rozy rakhta...
»»  read more

Friday, 20 June 2014

Duniya or Akhirat ki Zindagi Hadees-e-Mubarka in Urdu Tarjuma

Dunya ki Zindagi:"Allah jis keliye chahata ha rizq kushada kar deta ha aur (jis keliye chahata ha) tang karta aur wo dunya ki zindagi par khush ho gaye hain halan ky dunya ki zindagi aakhrat ky mukabla mein thory sy saaman ky ilawa kuch nahi...!!!"Hadees mein aata ha ky dunya ki hasiat aakhrat ky muqably mein aisy ha jaisy koi aadmi apni...
»»  read more

Islamic Inspirational Hadees and Ayaat about Namaz in Urdu Translation

Masajid ki taraf jana:Hazrat Abu Huraira sy Riwayat ha keh Allah ky Rasool s.a.w ny farmaya: "Jis ny apny ghar mein paaki hasil ki phir Allah ky gharon mein sy kisi ghar ki taraf Allah taal ky faraiz mein sy kisi fareza ki adaigi ki khatir chala to us ka aik naqsh-e-kadam aik gunah ko mitata ha aur dosra aik darja buland karta...
»»  read more