Showing posts with label Islamic Cards. Show all posts
Showing posts with label Islamic Cards. Show all posts

Sunday, 13 July 2014

Jannat me Dakhil Hone ki 40 Ahadees-e-Mubaraka in Islamic Wallpapers Urdu

There are Forty (40) Hadees-e-Mubarka about Paradise in Islam (Jannah) in Images for Social Media post share.Allah ka Dar aur Acha Ikhlaq:Sayadna Abu Huraira r.a sy marwi ha wo bayan karty hain ky Rasool Allah s.a.w sy aisy amal ky bary mein sawal kiya gaya jo sab sy ziyada logo ko jannat mein dakhil kary ga to Rasool Allah s.a.w...
»»  read more

Friday, 13 June 2014

Ilm-e-Deen or Taleem Ki Ehmiyat or Fazeelat Ki Hadees Urdu Tarjuma

Deen ka Ilm Hasil karny ki Fazeelat:Rasool ALLAH s.a.w ne Farmaya: "Jo shakhs Ilm ki justajo mein kisi raah ka musafir howa ALLAH taala usky liye jannat ki raah aasan kar dety hain...!...
»»  read more

Thursday, 12 June 2014

Islamic Hadees about Jannat Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti in Urdu Tajma

Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti:Rasool ALLAH s.a.w ny farmaya: "Sab sy kam darjy ka jannti woh hoga ky ALLAH taala uska chahra jahanum sy phair kar jannat ki taraf kar dega aur usko aik saaya dar darakht dikhaye ga usey dekh kar woh aadmi kahy ga: Ay mery RAB mujhy is darakht ky qareeb kar dy taaky main is ky saaye taly ho joun...!!!"Isky baad...
»»  read more

Wednesday, 11 June 2014

Islamic Hadees Jannat ky Ghoron ka Bayan in Urdu

Jannat ky Ghoron ka Bayan:Abu Ayyub R.A ka bayan ha ky Rasool ALLAH S.A.W ky paas aik dihati aaya aur kahny laga: "Ay ALLAH ky Rasool S.A.W mujhy ghora buhat pasand ha kiya jannat mein ghory hongy?" Aap S.A.W ny farmaya: "Agar tujhy jannat mil gai to tujhy yaqoot ka aik ghora ata kiya jaye ga jis ky do par hongy tu...
»»  read more

Rizq Mein Izafa Ki Hadees-e-Mubarka in Urdu

Rizq Mein Izafa:Imam ahmad imam abu dawood imam nasai imam ibn-e-maja imam hakim hazrat abdullah bin abbas R.A sy riwayat hai unhon ny farmaya hai: "Janab Rasool ALLAH S.A.W ny irshad ny farmaya "Jis ny kasrat sy ALLAH Taala sy apny gunaho ki muafi talab ki ALLAH Taala us ko har gham sy nijat deingy har mushkil sy nikal deingy aur...
»»  read more

Tuesday, 10 June 2014

Islamic Hadees in about Jannah Ahl-e-Jannat ki Bewiyan

Rasool Allah s.a.w ny Ahl-e-Jannt ki orton ki sifaat bayan karty howey farmaya: "Agar koi jannti orat jannt sy zameen ki taraf jalwa gar ho to zameen-o-aasman ka khala khushbo sy bhar jaye ga aur roshni sy munawar ho jaye ga aur usky sar ka dopata dunya-o-mafiha sy ziyada bahtar ha...!...
»»  read more

Monday, 9 June 2014

Islamic Urdu Hadees Woh Dua Jo Kabhi Rad Nahi Hoti

Woh Dua Jo Kabhi Rad Nahi Hoti:Rasool ALLAH S.A.W ny farmaya hai: Machli waly (Hazrat Younas a.s) ny machli ky pait mein yeh dua ki thi: "Tery siwa koi ibadat ky laaiq nahi ha yaqeenan main hi zalim hon...!!!"Koi shakhs jab bhi kisi chiez ky bary mein dua karta ha to ALLAH uski dua ko zaroor qabool farmty hain......
»»  read more

Hadees in Urdu Azeem Khushkhabrian aur Waady

Azeem Khushkhabrian aur Waady:"Aur jin logon ny iman ki rah ikhtiar ki aur usky mutabik apny aamal darust kar liye unhain khushkhabri dy do ky un keliye sarsabz-o-shadab baagh hain jin ky neechy nahrein bah rahi hongi jab in baghon ka koi phal unhian paish kiya jaye ga to wo foran bol uthein gy ky aisy hi phal is sy pahly dunya...
»»  read more

Hadees Shreef Jannat Ky Khany aur Mashrobaat in Urdu Image

Jannat ky Khany aur Mashrobat:Hazrat Abu Imamah sy moqoof riwayat hai woh bayan karty hain keh: "Jannati jab jannat ky kisi mashroob ki khahish kary ga to is mashroob ka bhara howa jam khud bakhud isky hath mein tham jaye ga phir peeny ky baad wo jaam apni jaga apr lot jaye ga...!!!"Inhi sy Riwayat hai ky: "Jab koi Jannati jannat...
»»  read more

Islamic Urdu Hadees Jannati Log Baghon Me Hongy

Jannati Log Baghon Me Hongy:"Jannati log wahan baghon aur naimaton me hongein aur ALLAH TALA ki ata karda cheizon sy lutf andoz ho rahy hongy aur unka RABB unhain dozakh ky azab sy bacha ly ga un sy kaha jaye ga khao aur pio mazy sy apny un aamal ky sily mein jo tum karty rahy ho. Woh aamny samny bichy howey takhton par takye lagaye bethy...
»»  read more

Hadees about Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan in Urdu

Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan:Hazrat Abu Huraira (R.A) sy moqof riwayat hai woh bayan karty hain key: "Jannat mein jannat jitni lambi nehar hogi un ky dono kinaro par khobsurat kunwari larkian aamny saamny qatar banaye khari hongi woh nihayat khush awaz mien gaaein gy jannat ky bashindy unhain sunein gy hatta ky woh samjhein gy ky un...
»»  read more