Showing posts with label Islamic Quotes. Show all posts
Showing posts with label Islamic Quotes. Show all posts

Sunday, 22 June 2014

Islamic Wallpapers for Facebook Hadees or Quran

Hazrat Abdullah Bin Umer r.a sy marvi ha keh Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Allah Taala raham karny walon par raham karta hai tum zameen walon par raham karo aasman wala tum par raham kary ga raham rahman sy mashtak ha jo shakhs rishta jory ga Allah taala usey (apni rahmat ky sath) jory ga aur jo rishta tory ga Allah tala usey (apni...
»»  read more

Wednesday, 18 June 2014

Aayat and Hadith Meaning in Urdu with Images

Aap s.a.w ny farmaya: "Qayamat ky roz bandy sy jis cheiz ka sab sy pahly hisab liya jaye ga wo farz nimaz ha pas agar us ny nimazien pori parhi hongi, to woh pori likhi jaien gi, lekin agar pori na parhi hongi, to Allah Tala apny farishton sy farmaye ga: Dekho! kiya (nama aamal mein) mery bandy ky koi nafal bhi hain? (agar hain) to us sy...
»»  read more

Thursday, 12 June 2014

Islamic Hadees about Jannat Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti in Urdu Tajma

Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti:Rasool ALLAH s.a.w ny farmaya: "Sab sy kam darjy ka jannti woh hoga ky ALLAH taala uska chahra jahanum sy phair kar jannat ki taraf kar dega aur usko aik saaya dar darakht dikhaye ga usey dekh kar woh aadmi kahy ga: Ay mery RAB mujhy is darakht ky qareeb kar dy taaky main is ky saaye taly ho joun...!!!"Isky baad...
»»  read more

Wednesday, 11 June 2014

Rizq Mein Izafa Ki Hadees-e-Mubarka in Urdu

Rizq Mein Izafa:Imam ahmad imam abu dawood imam nasai imam ibn-e-maja imam hakim hazrat abdullah bin abbas R.A sy riwayat hai unhon ny farmaya hai: "Janab Rasool ALLAH S.A.W ny irshad ny farmaya "Jis ny kasrat sy ALLAH Taala sy apny gunaho ki muafi talab ki ALLAH Taala us ko har gham sy nijat deingy har mushkil sy nikal deingy aur...
»»  read more

Tuesday, 10 June 2014

Hadees-e-Mubarka Aakhrat Ka Ghar Jannat in Urdu Image

Aakhrat Ka Ghar:"Wahan hameshgi ky baghaat hongy jin mein woh khud bhi dakhil hongy aur unky aaba-o-ajdad bewiyon aur olad mein jo naik kirdar hon gy woh bhi jaga paien gy Farishty har darwazy sy unky istiqbal ky liye aaien gy aur un sy kahein gy tum par salamti ho tum ny dunya mein jistarha sabr sy kaam liya uski badolat aaj...
»»  read more

Islamic Hadees in about Jannah Ahl-e-Jannat ki Bewiyan

Rasool Allah s.a.w ny Ahl-e-Jannt ki orton ki sifaat bayan karty howey farmaya: "Agar koi jannti orat jannt sy zameen ki taraf jalwa gar ho to zameen-o-aasman ka khala khushbo sy bhar jaye ga aur roshni sy munawar ho jaye ga aur usky sar ka dopata dunya-o-mafiha sy ziyada bahtar ha...!...
»»  read more

Monday, 9 June 2014

Hadees-e-Mubarka Jannat Ki Nehrein in Urdu Tarjma

Aap s.a.w ka farman hai: "Jannat ki nahrein kastori ky teelon aur paharron ky nechey sy niklein gi...!!!"Neez Rasool Allah s.a.w ny farmaya: "Jannat mein aik samundar pani ka ha aik doodh ka aik shahad ka aur aik sharab phir is sy mukhtalif nahrein jari hongi...!...
»»  read more

Hadees in Urdu Azeem Khushkhabrian aur Waady

Azeem Khushkhabrian aur Waady:"Aur jin logon ny iman ki rah ikhtiar ki aur usky mutabik apny aamal darust kar liye unhain khushkhabri dy do ky un keliye sarsabz-o-shadab baagh hain jin ky neechy nahrein bah rahi hongi jab in baghon ka koi phal unhian paish kiya jaye ga to wo foran bol uthein gy ky aisy hi phal is sy pahly dunya...
»»  read more

Hadees Shreef Jannat Ky Khany aur Mashrobaat in Urdu Image

Jannat ky Khany aur Mashrobat:Hazrat Abu Imamah sy moqoof riwayat hai woh bayan karty hain keh: "Jannati jab jannat ky kisi mashroob ki khahish kary ga to is mashroob ka bhara howa jam khud bakhud isky hath mein tham jaye ga phir peeny ky baad wo jaam apni jaga apr lot jaye ga...!!!"Inhi sy Riwayat hai ky: "Jab koi Jannati jannat...
»»  read more

Islamic Urdu Hadees Jannati Log Baghon Me Hongy

Jannati Log Baghon Me Hongy:"Jannati log wahan baghon aur naimaton me hongein aur ALLAH TALA ki ata karda cheizon sy lutf andoz ho rahy hongy aur unka RABB unhain dozakh ky azab sy bacha ly ga un sy kaha jaye ga khao aur pio mazy sy apny un aamal ky sily mein jo tum karty rahy ho. Woh aamny samny bichy howey takhton par takye lagaye bethy...
»»  read more

Hadees about Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan in Urdu

Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan:Hazrat Abu Huraira (R.A) sy moqof riwayat hai woh bayan karty hain key: "Jannat mein jannat jitni lambi nehar hogi un ky dono kinaro par khobsurat kunwari larkian aamny saamny qatar banaye khari hongi woh nihayat khush awaz mien gaaein gy jannat ky bashindy unhain sunein gy hatta ky woh samjhein gy ky un...
»»  read more

Sunday, 1 June 2014

Islamic Dua, Hadees and Quotes in Urdu Pictures

Daja Shahadat Tak Rasai:Hazrat Aysha (R.A) ny Rasool Allha (S.A.W) sy daryaft kiya kiya koi shakhs bagair shahadat ky shaheedon ky sath ho sakta ha Hazoor (S.A.W) ny irshad farmaya jo shakhs din ya raat mein 20 dafa mot ko yaad kary wo shaheed mein ho sakta ha aik dosri hadees mein ha jo shakhs rozana 25 martaba yeh alfaz parhy woh shaheedon...
»»  read more

Monday, 26 May 2014

Islamic Quotes, Hadees and Sayings SMS in Urdu with Pictures for Facebook Posts

Aey Allah main tery naam sy din ka aagaz kar raha hon mera aur tamam musalmano ka sara din acha guzray aamin...!!!Gunahon Ka Boojh Halka Kijiaey.Hazrat abdullah bin umer (R.A) farmaty han ky mainy rasool Allah (S.A.W) ko ye irshad farmaty howey suna:"Jab koi shakhs nimaz keliye khara hota to usky gunah usky sar aur kandhon par rakh...
»»  read more