Showing posts with label Hadees about Jannat. Show all posts
Showing posts with label Hadees about Jannat. Show all posts

Sunday, 13 July 2014

Jannat me Dakhil Hone ki 40 Ahadees-e-Mubaraka in Islamic Wallpapers Urdu

There are Forty (40) Hadees-e-Mubarka about Paradise in Islam (Jannah) in Images for Social Media post share.Allah ka Dar aur Acha Ikhlaq:Sayadna Abu Huraira r.a sy marwi ha wo bayan karty hain ky Rasool Allah s.a.w sy aisy amal ky bary mein sawal kiya gaya jo sab sy ziyada logo ko jannat mein dakhil kary ga to Rasool Allah s.a.w...
»»  read more

Friday, 13 June 2014

Jannat Ki Hadood or Fasla Hadees-e-Mubarka KE Hawale Se Urdu Tarjuma

Aap s.a.w ny farmaya: "Jannat ky aik kinay sy lekar dosry kinary tak ka fasla chalees saal ki musafat ky barabar ha aur yaqeenan aik din aaye ga ky jannat logon ky hujoom sy bhari hogi...!...
»»  read more

Ilm-e-Deen or Taleem Ki Ehmiyat or Fazeelat Ki Hadees Urdu Tarjuma

Deen ka Ilm Hasil karny ki Fazeelat:Rasool ALLAH s.a.w ne Farmaya: "Jo shakhs Ilm ki justajo mein kisi raah ka musafir howa ALLAH taala usky liye jannat ki raah aasan kar dety hain...!...
»»  read more

Thursday, 12 June 2014

Hadees and Qurani Ayaat about Jannah in Urdu Tarjuma Pictures

Ehal-e-jannat ki Bewiyan:Aur Rasool Allah s.a.w ny jannti orton ky husn-o-jamal ka tazkira karty howey farmaya: "Har jannti ko do moti aankhon wali horein bator-e-bewiyan ata ki jaein gi har bewi kapron ky sattar jory zaib tan kiye howey hogi uski pindli ky andar ka goda usky kapro aur ghost ky wary is tarha saaf nazar aa raha hogs...
»»  read more

Islamic Hadees about Jannat Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti in Urdu Tajma

Sab Sy Kam Darjy Ka Jannti:Rasool ALLAH s.a.w ny farmaya: "Sab sy kam darjy ka jannti woh hoga ky ALLAH taala uska chahra jahanum sy phair kar jannat ki taraf kar dega aur usko aik saaya dar darakht dikhaye ga usey dekh kar woh aadmi kahy ga: Ay mery RAB mujhy is darakht ky qareeb kar dy taaky main is ky saaye taly ho joun...!!!"Isky baad...
»»  read more

Wednesday, 11 June 2014

Islamic Hadees Jannat ky Ghoron ka Bayan in Urdu

Jannat ky Ghoron ka Bayan:Abu Ayyub R.A ka bayan ha ky Rasool ALLAH S.A.W ky paas aik dihati aaya aur kahny laga: "Ay ALLAH ky Rasool S.A.W mujhy ghora buhat pasand ha kiya jannat mein ghory hongy?" Aap S.A.W ny farmaya: "Agar tujhy jannat mil gai to tujhy yaqoot ka aik ghora ata kiya jaye ga jis ky do par hongy tu...
»»  read more