Showing posts with label Shikwa Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shikwa Shayari. Show all posts

Tuesday, 25 November 2014

2 Line Shayari,SMS In Urdu And Hindi With Images & Lovely Pics

Is sy ziyada or kiya dard dein ham apny aap koYe kafi hai kay ham tery bin rahny lagy hain...!!!Soch rakhi han buhat si batein tumahin sunany koTum ho y aaty hi nahi hamein manaany kay liye...!!!Beth jata hon khaak par aksarApni aoqat achi lagti hai mujhy...!!!Aap ko jo dekha ham ny maano zindagi mil gayi hoAap ka piyar payaa hamny maano...
»»  read more

Monday, 24 November 2014

Soch, Sochna SMS And Image Shayari For PC Background

Main apni aankhon mein jab usy sochta honTo Khushboo sa mahakta gulaab sochata honYe meri taqat parwaz ka hunar hai ky mainHuroof likhta hon lekin kitaab sochta hon...!!!Ajeeb shikwa rahta ha tumhain mujh sy mujhy tum syTumhain ulfat nahi mujh sy mujhy nafrat nahi tumsy...!!!Wo to milta hai mahdod sy lamhon mein mujhy ko FarazPhir bhi dil...
»»  read more

Wednesday, 4 June 2014

Gila Shikwa Shayari Urdu Images Collection

Mujh sy kiya gila tum ko itny badguman kiun ho tum,Mainy tum ko chaaha hai tum sy to kuch nahi chaha...!!!Qayamat ka to suna tha ky koi kisi ka na hoga,Magar ab to dunya mein bhi yeh riwaj aam ho gaya hai...!!!Main ghareeb ka bacha tha is liye bhooka rah gaya,Pait bhar gaya jo kutta ameeron ky ghar ka tha...!!!Main so jounga khamosh...
»»  read more

Tuesday, 3 June 2014

Top Ten Urdu Image Shikwa Shayari Collection for Facebook

Hota nahi ha tujh py kisi baat ka asar,Lagta tery roop mein pather mila mujhy...!!!Kaanty to naseeb mein aany hi they,Phool jo ham ny gulab chuna tha...!!!Machalty rahty hain zehan mein waswason ki tarha,Haseen log bhi jaan ka wabal hoty hain...!!!Afsos to ha tery badal jany ka magar,Teri kuch baaton ny mujhy jeena sikha diya...!!!Apni...
»»  read more

Shikwa Sad Shayari Collection in Urdu

Tum mery liye koi ilzaam na dhondo,Chaha tha tumhain yahi ilzam buhat ha...!!!Tum to kuch mahdood sy lamhon mein mily ho ham sy,Phir jany kiun ham itni fursat sy tumhain sochty hain...!!!Suna ha kafi parh likh gaye ho tum,Kabhi woh bhi to parho jo ham kah nahi paaty...!!!Shahar-e-gurbat me mot dair sy mat aaya kar,Kharcha tadfeen ka bemari...
»»  read more

Wednesday, 28 May 2014

Sad Urdu Poetry/Shayari Pictures about Shikwa Shikayat

Teri mahfil sy uthey they kisi ko khabar tak na thi,Bas tera murr murr kar dekhna hamein badnaam kar gaya...!!!Na jany kitni shikayatein thein na jany kitny gily they unsy,Jo unko dekha to bhool bethy sawal sary jawab sary...!!!Shikayatein bhi thein usy to sirf mery khuloos sy,Ajeeb tha woh shakhs meri aadatein na samajh saka...!!!Mana...
»»  read more