Showing posts with label Facebook Urdu Images. Show all posts
Showing posts with label Facebook Urdu Images. Show all posts

Sunday, 30 November 2014

Sad Urdu Shayari Image for Facebook Post from Syeda Jiya

Meri zindagi maang kar wada bhi liya us nyUmar bhar hansti rho apny nseebon ke kheal par......
»»  read more

Monday, 24 November 2014

Dard Ki Shayari Is Dil Me Bas Kar with Urdu Image

اِس دِل مِیں بس کر پھر بِیچ راہ مِیں چُھوڑ کر!!!...یہ دِیوانہ تُجھے سلام کرتا ہے تُمھارا دَرد لے کرIs Dil Me Bas Kar Beech Rah Me Choord Kar,Yeh Deewana Tujhe Salam Karta Hai Tumhara Dard Lekar......
»»  read more

Friday, 6 June 2014

Urdu Pictures of Shayari about Life/Zindage

Apni marzi sy do char qadam chalny dy,ZINDAGI ham tery kahny py chaly hain barson...!!!Baat sirf itni ha ZINDAGI ki rahon mein,Saath chalny waly ko hamsafar nahi kahty...!!!Ab meri koi ZINDAGI hi nahi,Ab bhi tum meri ZINDAGI ho kiya...!!!Buhat roya wo ham ko yaad kar ky,Hamari ZINDAGI barbad kar ky...!!!Chalo yeh ZINDAGI ab ham tumhary naam...
»»  read more

Thursday, 5 June 2014

Wafa aur Bewafai Shayari SMS in Urdu Pictures

Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast,Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!!Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye,Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!Suna ha muhabbat karny waly,Ab WAFA ki shart sy aazad hai...!!!Tarz-e-WAFA ko is ki kiya naam don main ab,Khud door ho gaya ha mujh ko qareeb kar ky...!!!Teri...
»»  read more

Tuesday, 3 June 2014

Top Ten Urdu Image Shikwa Shayari Collection for Facebook

Hota nahi ha tujh py kisi baat ka asar,Lagta tery roop mein pather mila mujhy...!!!Kaanty to naseeb mein aany hi they,Phool jo ham ny gulab chuna tha...!!!Machalty rahty hain zehan mein waswason ki tarha,Haseen log bhi jaan ka wabal hoty hain...!!!Afsos to ha tery badal jany ka magar,Teri kuch baaton ny mujhy jeena sikha diya...!!!Apni...
»»  read more

Shikwa Sad Shayari Collection in Urdu

Tum mery liye koi ilzaam na dhondo,Chaha tha tumhain yahi ilzam buhat ha...!!!Tum to kuch mahdood sy lamhon mein mily ho ham sy,Phir jany kiun ham itni fursat sy tumhain sochty hain...!!!Suna ha kafi parh likh gaye ho tum,Kabhi woh bhi to parho jo ham kah nahi paaty...!!!Shahar-e-gurbat me mot dair sy mat aaya kar,Kharcha tadfeen ka bemari...
»»  read more