Showing posts with label Facebook Sad Shayari. Show all posts
Showing posts with label Facebook Sad Shayari. Show all posts

Wednesday, 4 June 2014

Gila Shikwa Shayari Urdu Images Collection

Mujh sy kiya gila tum ko itny badguman kiun ho tum,Mainy tum ko chaaha hai tum sy to kuch nahi chaha...!!!Qayamat ka to suna tha ky koi kisi ka na hoga,Magar ab to dunya mein bhi yeh riwaj aam ho gaya hai...!!!Main ghareeb ka bacha tha is liye bhooka rah gaya,Pait bhar gaya jo kutta ameeron ky ghar ka tha...!!!Main so jounga khamosh...
»»  read more

Tuesday, 3 June 2014

Top Ten Urdu Image Shikwa Shayari Collection for Facebook

Hota nahi ha tujh py kisi baat ka asar,Lagta tery roop mein pather mila mujhy...!!!Kaanty to naseeb mein aany hi they,Phool jo ham ny gulab chuna tha...!!!Machalty rahty hain zehan mein waswason ki tarha,Haseen log bhi jaan ka wabal hoty hain...!!!Afsos to ha tery badal jany ka magar,Teri kuch baaton ny mujhy jeena sikha diya...!!!Apni...
»»  read more

Sad Love Poetry in Urdu Images for Facebook

Bhool gaye ho to bata do mujh ko,Mujh mein marny ki himmat aa gai ha...!!!Baqaidgi sy itny achy nahi sitam,Kuch roz naamchy mein tarmeem kijiye...!!!Aag lag jaye in majborion ko,Jin ki waja sy ham dor ho gaye...!!!Aqal waly bhi jahan thokrein kha kha ky giry,Ham ny us raah mein dar asal sambhalna seekha...!!!Dopahr ko sula deti ha woh bachon...
»»  read more

Urdu Sad Poetry/Shayari Lines Wallpapers for Facebook

Ranjishein.Meri zaat py woh lamha giran guzray ga,Tujh sy hat kar jo yahan guzry gaHalki halki ranjishein to samajh mein aati hain,Lekin kesy tery bin mera jahan guzray ga...!!!Rabta.Toot jata ha waasta khud sy,Tujh sy jab raabta nahi hota...!!!Meri khushiyan tumhain buhat aziz thi na,Jab hi unhain bhi apny sath ly gaye ho tum...!!!Bhegi...
»»  read more

Sunday, 1 June 2014

Ishq Poetry Wallpapers Collection in Urdu

Luta kar har cheiz, manzil-e-ISHQ ki raah me,Ham hans parry hain aaj khud ko barbad dekh kar...!!!Woh jazbat ki hurmat sy hi nawaakif hain,Kesy mumkin tha kah woh ISHQ ki izzat karty...!!!ISHQ sofiyana mera ISHQ sofiyana.Rooh tak teri beqarari tera ahsaas ha jigar me,Har dua mein teri sada ha main karta hun tery sajdy...!!!Jin ki tameer...
»»  read more

Pyar, Ishq, Mohabbat Poetry/Shayari Wallpapers in Urdu for Facebook posts

Ay ISHQ zara aik baat to bata,Kiya sab ko aazmaty ho ya mery sath dushmani ha...!!!Bas itna yaad ha ky mujhy ISHQ howa tha,Phir kiya howa uski mujhy khabar nahi...!!!Buhat they mery bhi, is dunya mein apne,Phir ISHQ howa, aur, ham lawaris ho gaye...!!!Har baar ilzaam ISHQ par hi acha nahi,Wafa khud sy hoti nahi khafa muhabbat sy ho jaty hain...
»»  read more