Showing posts with label Wafa Shayari. Show all posts
Showing posts with label Wafa Shayari. Show all posts

Monday, 24 November 2014

Best Collection Of Tanhai Shayari, SMS, Text With Urdu Font

Tery hoty howey bhi tanhayi mili haiWafa kar ky bhi dekho buraayi mili haiJitni dua ki main ny tumhain paany kiUs sy ziyada mujhy teri judayi mili hai...!!!Tanhayi mein ham teri taktay hain raaheinTumhain dekhny ko tarasti hain nigaheinHamein by khudi ka ye aalam hai kaisaTumhain yad kar ky nikalti hain aahein...!!!Ahtiyatan dekhta chal apny...
»»  read more

Thursday, 5 June 2014

Wafa aur Bewafai Shayari SMS in Urdu Pictures

Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast,Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!!Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye,Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!Suna ha muhabbat karny waly,Ab WAFA ki shart sy aazad hai...!!!Tarz-e-WAFA ko is ki kiya naam don main ab,Khud door ho gaya ha mujh ko qareeb kar ky...!!!Teri...
»»  read more

Wafa Urdu SMS Shayari with Images

HISAAB.Kuch to hisaab karo ham sy,Itni WAFAEIN udhar kon deta hai...!!!Buhat sa maan ha tum parSuno! tum paas-e-WAFA rakhna,Sabhi sy tum milo lekinZara sa fasla rakhna,Bichar jana bhi padta haiZara sa hosla rakhna,Who kurb ky lamhyTum aankhon mein saja rakhna,Abhi imkan baqi haiLab py tum duaa rakhna,Buhat nayab hain dekhoHamein...
»»  read more

Wednesday, 28 May 2014

Wafa Sad Urdu Shayari SMS with Poetry Wallpapers

Kar ky aik dosry sy ahd-e-WAFA,Aao! kuch dair jhot bolein ham...!!!Koi majborian hogien WAFA jo kar nahi paya,Mery mahboob ko shamil na karo bewafoun mein...!!!Kuch waqt ki rawani ny hamein yon badal diya,WAFA par ab bhi qaim hain magar muhabbat chor di ham ny...!!!Rahny dy yeh kitab tery kam ki nahi,Is mein likhy hain WAFAOUN ky tazkiry...
»»  read more

Saturday, 24 May 2014

Bewafai and Wafa Shayari Wallpaper in Urdu

Bewafai ki har kahani ka,Silsila tum sy ja ky milta ha...!!!Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai,Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!Shahar bhar mein jisnyRuswa kiya hamein bewafa ky nam parKhud uska damanWafa sy khali tha...!!!Woh BEWAFAI kar ky bhi hamein bury nahi lagty,Afsos ham wafa kar ky bhi unhain...
»»  read more

Friday, 23 May 2014

Wafa and Bewafa Poetry/Shayari Pictures in Urdu

Tum mein wafa nahi ye baat janty hain ham,Magar tumhain koi bewafa kahy to bura lagta ha...!!!Tum ny dekhi hi nahi hamari pholon jaisi wafa,Ham jis par khilty hain usi par murjha jaty hain...!!!Wafadar aur tum, khayal acha ha,Bewafa aur ham ilzam bhi acha ha...!!!Bas aik hi sabak seekha ha zindagi sy,Jitni wafa karo gy utna pareshan raho...
»»  read more