Showing posts with label Urdu Shayari. Show all posts
Showing posts with label Urdu Shayari. Show all posts

Wednesday 28 May 2014

Hindi Sad Shayari Collection in Urdu Picture Design


Zindagi ky husool jaisi hon
Shakh-e-ulfat py phool jaisi hon,
Aasman hon main aur logon ka
Tery qadmon ki dhool jaisi hon...!!!




Zindagi ha so guzar rahi hai warna,
Hamein guzray to zamany howey...!!!




Tumhain tarteeb dy raha hon main,
Mery andar bikhar gaye ho tum...!!!




Saza deni to mujhy bhi aati hai,
Par tum takleef sy guzro yeh mujhy gawara nahi...!!!




Naa kaha karo har bar ky ham chor jaein gy tum ko,
Naa ham itny aam hain na ye tery bas ki baat ha...!!!




Soz-e-firaq yar mein marna nahi kamal,
Mar mar ky hijr e yaar mein kamal ha...!!!




Tum tum aur sirf tum,
Lo khatam howi meri dastan...!!!




Pahly tarasha kaanch sy usny mera wajood,
Phir shahar bhar ky hath me pathar thama diye...!!!




Tafsilein chorro bas itna suno,
Tum bichar gaye ham bikhar gaye...!!!


Sad SMS Collection
Teri raahon mein bar bar ruk kar,
Ham ny apna hi intzar kiya...!!!
----------------------------------
Ik adhori nazm ky misry py aanso dekh kar,
Kal raat meri kitab me ik titli mar gai...!!!
----------------------------------
Main doob ky ubhra to bas itna hi dekha,
Oron ki tarha woh bhi kinary py khara tha...!!!
----------------------------------
Apny matlab ky ilawa kon kisi ko pochta hai,
Shajar jab sookh jaein to parindy bhi basera nahi karty...!!!
----------------------------------
Yeh sab raasty ky saathi hain inhain aakhir bicharna hai,
Chalo ab ghar chalein SAGAR buhat aawargi karli...!!!
----------------------------------
Aaya tha ik shakhs mery dard ko bantny,
Rukhsat howa to apna bhi gham dy gaya mujhy...!!!
----------------------------------
Bhool sakty ho to bhool jao ijazat ha tumhain,
Na bhool pao to lot aana aik bhool ki ijazat ha tumhain...!!!
----------------------------------
Anaa parast thy dono chatakh ky toot gaye,
Na mujh sy tu na tujh sy main thi haarny wali...!!!
----------------------------------
Tumhary chorr jany sy mujhy kuch khas farq to na parra,
Pehly roty howey hans deti thi ab hansty howey ro deti hon...!!!
----------------------------------
Us ny khat mein mujh ko kitny dard sy likha tha,
Ab to gaoun aaya karna ab to sadkein pakki hain...!!!
----------------------------------
Mujh ko yeh soch hi kafi ha jalany keliye,
Main na hota to koi aur tumhara hota...!!!
----------------------------------


»»  read more

Thursday 22 May 2014

New Urdu Poetry/Shayari Images Collection in Sad Mood


Na kuch raha paas apny to sanbhal ky rakhi faqat tanhai,
Yeh woh saltanat ha,
Jisky badshah bhi ham,
Faqeer bhi ham,
Aur har faisly ky wazeer bhi ham...!!!




Sab baatein fuzool hon jaisy,
Kitni haseen ha uski khamoshi...!!!




Toot sa gaya ha mery aitabar ka wajood,
Abb koi mukhlis bhi ho to yakeen nahi aata...!!!




Tum sochty rahty ho ky kiya dekh raha hon,
Main dekhta rahta hun ky kiya soch rahy ho...!!!




Rafta rafta waqt sy majboor hota gaya
Buhat piyar tha tujh sy aur tujh sy hi dor hota gaya,
Mainy iltija ki ky tery bin waqt nahi guzarta
Yeh sun kar tu bhi thoda magroor hota gaya,
Kisi ki judai ko bardasht na kar paya
Main bhi dilo dimag sy lashaoor hota gaya,
Teri aankh mein najany kesa hunar Tha
Jo main poori mahfil me masroor hota gaya,
Yeh kesi muhabbat ky muqadar ki ruswai hoi ha dost
Main bewafa aur woh bekasoor hota gaya...!!!




Sad urdu shayari raat inti haseen ha ky sab gahri neend mein hain,
Aik ham hi badnaseeb hain ky jal rahy hain kisi ki yaad mein...!!!




Roth jany ki ada ham ko bhi aati ha,
Kash hota koi ham ko bhi manany wala...!!!




Sab ky honto par muskurahat thi mery qatal ky baad,
Jany kiya soch ky ro raha tha qatil mera...!!!




Suna ha koi aur bhi chahny laga ha tumhain,
Ham sy barh kar agar koi chahay to usi ky ho jana...!!!




Suno! palkon py jitny khuwab they unko utha lena,
Meri aankhon py unka bojh meri takat sy bhari ha...!!!



»»  read more

Wednesday 21 May 2014

Love Sad SMS Shayari in Urdu with Pictures


Yeh mareez-e-ishq ka haal hai ky ye zindagi bhi wabal hai,
Kabhi dard ha to dawa nahi jo dawa mili to shifa nahi...!!!




Yeh meri aqeedate-e-besabar ye meri ibadat-e-besamar,
Mujhy mery dawa-e-ishq ny na sanam diya na KHUDA diya...!!!




Yoon har nuqsan par hawi zabt raha ,
bikhar gai jab zaat to palkein bheeg gaein...!!!




Zara si ranjish par log chor dety hain daman ,
Umer beet jati ha dil ky rishty banany me...!!!




Zarorat torr deti ha garoor-e-be niazi ko,
Na hoti koi majbori to har banda khuda hota...!!!




Zindagi dard ky hathon me chali jaye gi,
Gar tera saath na paya to bikhar jaye gi...!!!




Meri barsti hoi aankhein meri rukti hoi saansein,
Mujhy aksar yeh kahti hain muhabbat ab nahi karna...!!!




Meri wafa faraib thi meri wafa py khak dal,
Tujh sa koi baa wafa tujh ko mily khuda kary...!!!




Mery hamsafar ka ye hukam tha ky main bat us sy kam karon,
Mery hont aisy sily ky phir usey meri chup ny rula diya...!!!




Yeh bewafaon ki dunya ha dil sanbhal kar chalna,
Yahan log barbad karny keliye bhi muhabbat ka sahara lety hain...!!!



»»  read more

Poetry/Shayari Images of Urdu in Sad Mood for Facebook Posts


Us ko apna kahny ka aizaz ham kho chuky
Lal pal tadap tadap kar ham ro chuky,
Ab muhabbat ka sog mana kar hamein kiya mily ga
Woh to hamesha keliye kisi aur ky ho chuky...!!!




Usny hi laga diya ilzam bewafai ka,
Mery pas to meri wafadari ka gawah bhi aik wahi tha...!!!




Usool-e-ishq itna ha jhuka ky sar hukm mano,
Kiun kiya kesy karny sy khafa mahboob hoty hain...!!!




Woh jis kadar munafiq tha par yeh kahta tha,
Bicharna ham sy phir bhi silsily rakhna...!!!




Mery zehan ko jo nahi qabool wahi log hain mery hamsafar,
Mujhy har tarha sy jo raas tha wahi shakhs mujhsy bichar gaya...!!!




Mujh me main buhat ha,
Mujhy kahein sy tum tum laado...!!!




Tu naraz na raha kar tujhy wasta ha KHUDA ka,
Ik tera chahra khush dekh kar ham apny gham bhula dety hain...!!!




Usney yeh soch kar hamein alwidaa kah diya,
Yeh gareeb log hain muhabbat ky siwa kiya deingy...!!!




Meri aankhon ko koi rang koi manzar nahi bhaata
Mery dil ko kisi pal chain nahi aata,
Kesy guzry gi yeh zindgi tum bin batao?
Mujhy tum sy muhabbat ky siwa kuch bhi nahi aata...!!!




Meri khushyan bhi mujh sy rooth jati hain,
Jab jab woh ham sy khafa hoty hain...!!!



»»  read more

Urdu Shayari Photos about Love for Facebook Timeline Status


Main lafz soch soch kar thak si gai,
Woh phol dy ky bat ka izhar kar gaya...!!!




Mera chup rahna kahein nafrat na samajh lena,
Ham akely pan mein khud ko tum sa mahsoos karty hain...!!!




Koi rothy agar tum sy to usey foran mana lena,
Ky anaa ki jang mein aksar judai jeet jati hai...!!!




Kuch log mujhy apna kaha karty theym
Such me woh sirf kaha karty the...!!!




Kuch nafrat ki nazar howa mera ye wajood,
Baqi jo bach gaya tha muhabbat mein mar gaya...!!!




Likh kar chala gaya mery chahry py apna gham,
Mujh ko ataa ajeeb nishani woh kar gaya...!!!




Judai, ruswai, ashk, aur tanhai,
Aakhir kar woh muhabbat ki jaza dy gaya...!!!




Khuwab hoty hain dekhny keliye,
In mein ja kar magar raha na karo...!!!




Kitab meri qalam mera aur soch bhi meri,
Par jo likhy hain mainy woh khayal kiun tery hain...!!!




Koi lakh parhy piyar ky mantar,
Jinki fitrat ho dasna wo dasa karty hain...!!!



»»  read more

Tuesday 20 May 2014

Urdu Sad Love Shayari Pictures for Facebook in Two Line

Mehfil Se Uth Jana Sad Urdu Shayari Image, Jhota Dilasa Dard Sad Urdu Poetry, Muddat Me Bholna Khudkushi Sad Urdu SMS, Anmool Sad Urdu Shayari Wallpaper, Aankh Ka Aansu Sad Urdu Picture, Judai Ankhon Ke Chiraagh Sad Urdu Shayari, Ankho Se Mohabbat Ka Raz Faash hona Sad Urdu Images, Pholon Ki Tarha Totna Sad Urdu Poetry, Bawafa Aur Bewafa Ki Talash Sad Urdu lines, Iltja Bheek Sad Urdu two lines.

Sad urdu shayari ham aur iltija e karam wo bhi aap sy na na na ye bheek dejiye ga usey jiska koi khuda na ho

Ham! aur iltija-e-karam! woh bhi aap sy??
Na na na! yeh bheek dejiye ga usey jiska koi KHUDA na ho...!!!



Sad urdu shayari ham baa wafa they isliye nazroon sy gir gaye shayad usey talash kisi bewafa ki thi

Ham baa wafa they isliye nazroon sy gir gaye,
Shayad usey talash kisi bewafa ki thi...!!!



Sad urdu shayari ham bhi pholon ki tarha aksar tanha hi rahty hain kabhi khud sy toot jaty hain to kabhi koi tod deta ha...!!!

Ham bhi pholon ki tarha aksar tanha hi rahty hain,
Kabhi khud sy toot jaty hain to kabhi koi tod deta ha...!!!



Sad urdu shayari hota ha raaz-e-ishq-o-muhabbat inhi sy faash aankhein zuban to nahi magar bezuban bhi nahi

Hota ha raaz-e-ishq-o-muhabbat inhi sy faash,
Aankhein zuban to nahi magar bezuban bhi nahi...!!!



Sad urdu shayari har raat charagon ki tarha jalti hain aankhein kiya koi chala jaye to yoon hota ha Mohsin

Har raat charagon ki tarha jalti hain aankhein,
Kiya koi chala jaye to yoon hota ha Mohsin...!!!



Sad urdu shayari hazaron gham hain lekin aankh sy nikly nahi aanso ham ahl e zarf hain peety hain chalkaya nahi karty

Hazaron gham hain lekin aankh sy nikly nahi aanso,
Ham ahl-e-zarf hain peety hain chalkaya nahi karty...!!!



Sad urdu shayari hazaron khamian hain mujh mein mujhy maloom ha par ik shakhs ha nadaan jo mujhy anmol kahta ha

Hazaron khamian hain mujh mein mujhy maloom hai,
Par ik shakhs hai nadaan jo mujhy anmol kahta hai...!!!



Sad urdu shayari bhooly hain rafta rafta unhain muddaton mein ham kiston mein khudkushi ka maza ham sy poochiye

 Bhooly hain rafta rafta unhain muddaton mein ham,
Kiston me khudkushi ka maza ham sy poochiye...!!!



Sad urdu shayari dard deti ha mujhy ab hamdardi har shakhs ki meri dunya ujarr di thi ik shakhs ny yonhi dilasa dekar

Dard deti ha mujhy ab hamdardi har shakhs ki,
Meri dunya ujarr di thi ik shakhs ny yonhi dilasa dekar...!!!



Sad urdu shayari dekhi hai berukhi ki aaj ham ny intiha ham par nazar pari to wo mahfil sy uth gaye

Dekhi hai berukhi ki aaj ham ny intiha,
Ham par nazar pari to woh mahfil sy uth gaye...!!!



»»  read more